ye to nahin ke Gam nahin
haa merii aankh nam nahin
tum bhi to tum nahin ho aaj
ham bhi to aaj ham nahii.n
ab na Khushi ki hai Khushi
Gam kaa bhi ab to Gam nahin
maut agarche maut hai
maut se ziist kam nahin
If it didn't Bring you joy...
15 years ago
No comments:
Post a Comment