skip to main |
skip to sidebar
yaar ko main ne mujhe yaar ne sone na diyaa
yaar ko main ne mujhe yaar ne sone na diyaa raat bhar taali-e-bedaar ne sone na diyaa
ek shab bul bul-e-betaab ke jaage na nasiib pahaluu-e-gul main kabhii Khaar ne sone na diyaa
raat bhar kii dil-e-betaab ne baatain mujh se mujh ko is ishq ke biimaar ne sone na diyaa
yaar ko main ne mujhe yaar ne sone na diyaa raat bhar taali-e-bedaar ne sone na diyaa
ek shab bul bul-e-betaab ke jaage na nasiibpahaluu-e-gul main kabhii Khaar ne sone na diyaa
raat bhar kii dil-e-betaab ne baatain mujh se mujh ko is ishq ke biimaar ne sone na diyaa
No comments:
Post a Comment